Mere Bhantai Lyrics by Naezy: The rap song is written and performed by Naezy AKA Naved Shaikh, and has music produced by Byg Byrd. The Bhantai song is from Naezy's debut album Maghreb. Maghreb (Urdu for 'West') is a testament to how Hip Hop, even though a western concept, has inspired him

Mere Bhantai Lyrics Naezy


"MERE BHANTAI" SONG INFO
Singer Naezy
Album Maghreb
Lyricist Naezy
Music BYG BYRD
Genre Hip-Hop (Rap)
Music Label Big Bang Records Pvt. Ltd.



Mere Bhantai Lyrics


Yeh gaana mere bhantailog k liye
Mere Bhantailog jo mehnat karre udhar
Fukatgiri nahi karre unke liye
Mere bhantai jo zinda hai
Jo bekasur hai
mere bhantailog jo chal diye
Unlog k liye hai yeh gana


Mere bhantai bhantai bhantai
Piche piche aare saare mere bhantai
Mere bhantai bhantai bhantai
Luchcha lafanga nahi
Banda yeh dhang ka hai
Mere bhantai bhantai bhantai
Maa teri maa meri bhen mera bhantai
Mere bhantai bhantai bhantai
Haath jo laga deve toh
Raam puri chal jaaye

Tere liye bhantai
Ek word hai bhot cool hai
Haqiqat kuch aur hai
Asal bhantai ko bhoole
Na dhang ka hai ration
Na dhang ka koi school hai
Das ghante jab ghaste tab
Jalte hai choole
Kapde hai saste yaha
haajat Ko loo nahi hai
Maange ko muh nahi hai
Pehle hi udhaari hal
Maslo k kyu nahi hai
Chohraai pe chae pae
Kahi pe sukoon nahi hai
Tarakki shuru nahi hai
Karega bhi kya ab
Nagarsevak tu nahi hai
Garmi me tapti chat ye
Tapakti baarish me
Ban jaate mohalle me pool
Thandi me garma garmi
Naake pe hool
Tera bhantai hai cool
Sidha takhte pe stool
Harkatien awli yeh
kaandi me chool
Chaali k jeevan me
Dhandli har area me
bhantai takleef me reh
Jhula tu jhool

Mere bhantai bhantai bhantai
Piche piche aare saare mere bhantai
Mere bhantai bhantai bhantai
Luchcha lafanga nahi
Banda yeh dhang ka hai
Mere bhantai bhantai bhantai
Maa teri maa meri bhen mera bhantai
Mere bhantai bhantai bhantai
Haath jo laga deve toh
Raam puri chal jaaye

Aiba jo asli
bechega sab kuch
Imaan nahi
Ladko ko rasto ka gyaan nahi
Maal aaj kal nahi
Haatho ka mail paisa
Baaton ka khel nahi
Iraade mere fail nahi
Maasum ko hatkadi
Mujrim ko jail nahi
Kam jaga chalti meri
sach me patel nahi
rakh k dhakelte
Ille bille khatri zille
Dost mere saare kill hai
Tere dost bacchan pelle
nochle be dhakkan dhille
Makhkhan toast rohgan gosht
Maushi maajhi macchi khaas
Aiba log ki bus ticket me
tera nikla bacchi pass
shooter saare fakht wicket pe
Koi fukat nahi sacchi baat
Mann k maalik serive hard
Din bhar thakte
Aunty mere middle class
Ladte dat k
Zindagi ki har ek class
Padte jam k
Western ladke
Dekhte aaj
Internet pe influence hai
International Intellectual
Hum banate ab
Rivaaj sabse khatri

Mere bhantai bhantai bhantai
Piche piche aare saare mere bhantai
Mere bhantai bhantai bhantai
Luchcha lafanga nahi
Banda yeh dhang ka hai
Mere bhantai bhantai bhantai
Maa teri maa meri bhen mera bhantai
Mere bhantai bhantai bhantai
Haath jo laga deve toh
Raam puri chal jaaye

Bhantailog ko sympathy nahi chahiye kya
Pyaar chahiye humlog ko
Sidhi si baat hai
Pyaar do aur pyaar lo
Aur pyaar baat te firo


Watch Mere Bhantai Official Video




This is the end of  Mere Bhantai Lyrics By Naezy. If you find any mistake in the Lyrics of  Mere Bhantai By Naezy, please send correct lyrics using the contact us form and if you like "Mere Bhantai Lyrics By Naezy" then do share this with your friends. I will get back to you with the new article till then stay tuned.

Post a Comment

Previous Post Next Post